English Chahre Par Nikhar Lane Ke Liye In Falo Ka Savan Kare - MANISHLIKES

Saturday, May 21, 2016

Chahre Par Nikhar Lane Ke Liye In Falo Ka Savan Kare

Mausam Ke Badale ke badle vaykti aapni din charya mai bhi badlav karta hai. khud ko mausam ke anusar dhalne ke liye aadmi apne rahan-sahan, pahnave or khas tor se apne khane mai badlav lata hai. Agar khan-pan achcha hai to aapki sehat bhi achchi Hogi.

Mansun Bhi dastak de raha hai. Or Mausam mai bimariyo ke badhne ki sambhavna jyada hoti hai. yah mausam choti-choti bimario ke sath skin se sambhandit samysha bhi lata hai jo aapke liye nukshan dayak ho sakti hai. Lekin aapko dhabrane ki jarurt nahi hai. Yadi aap apni din charya mai kuch sabji or phalo ko add karke inse nijat pa sakte ho.

Jamun
Yah Skin Problem Ke liye Sabse Jyada Labh Dayak Hai. Yadi Aap Har-Roj iska savan Karte ho to aapke chahre pr se dag dhabo ko dur kar dega. Aapko ek khubsurat chahra wala look mil jayega. Yah phal dag dhabo ke alava yah chavcha ke liye bhi bahut hi achcha hai. Bazar Mai Milne Wale Jamun Ko Kharidne Se Pahle Aapko ye dekhna hoga ki wha phal organic hai ki nahi.

Aam ( Mango)
Kam Hi Log Honge Jo Phalo Ke Raja Aam ko pasand na karte ho. Sejan ke vajah se ye gramiyo mai sabse jyada upyog mai laya jat hai. Is mausam mai aap bhi aam ka savan to jarur karte honge. Aam mai 20 parkar ke vitamin hote hai jinke saven karne se aapke chahre par glow aayega.

Khatte Phal
Jyada bimario mai doctor hamesha apne marijo ko khatte phal khane ko kahta hai. khatte phalo mai santra, nimbu, mosmi etc. Inke ander vitamin C paya jata hai.or eske sath sath laisin or proline ke rup mai amino acid paya jata hai. jo aapki chavcha ko komal banata hai. tatha usko sikudne se rokta hai. asha phal aapke kosikao ke liye bahut hi fayde mand hote hai.

Last Word
To Dosto Aapne Dekha Ki  Phal  Ka Savan Karne Se Aap Bhi Ek Achcha Swastya Ko Pa Sakte Hai . To Umid Kare Ki Aap In Dino Phalo ka Jyada Se Jyada Savan Kare.  Or Apne Sawashtya Mai Sudhar Kare. Ye Post Padhne Ke Liye Dhanyavad . Karipa Apni Rai De. Aap OR Post Bhi Padh Sakte Hai. Jo Ki aapke Bahut Hi Kam Ki Hai.

Related Tags:  rang gora karne ke liye cream, face gora kaise kare in hindi, face saaf karne ke tips in hindi, face ko clean kaise kare in hindi, Chahre Par Nikhar.

No comments:

Post a Comment

ADVERTISEMENT